| Singer | Arijit Singh, Priya Saraiya | 
| Language | Bollywood | 
| Album | Made In China | 
mere preet laawjo mhaari hath balida
 pan velera tam aawjo mhaara valam balida
 tam lal no dariyo hove tarsa balida
 ki velera tam aawjo
ho tera piya itna haseen
 kaise mujhse ye puchhe aaina
 mera hi hai kya ye naseeb
 ab bhi yaqeen aaye na
main teri nazar utaarun
 tujhe jag se sambhalun
 koyi aanch tujhpe aaye na
tujhe jitna main pyaar karun yara
 kisi aur se na kiya (kiya,kiya..)
 ho o tujhe toot ke jo maine nahi chaaha
 to pyaar hi kya kiya aa aa
mere preet laawjo mhaari hath balida
 pan velera tam aawjo oh o
ho resham ke dhaage
 pedon pe bandhe
 maine kahan the kabhi
 par aasmaan mein apne sitaare
 jud hi gaye phir bhi
main teri nazar utaarun
 tujhe jag se sambhalun
 koyi aanch tujhpe aaye na
tujhe jitna main pyaar karun yara
 kisi aur se na kiya (kiya,kiya..)
 ho o tujhe toot ke jo maine nahi chaaha
 to pyar hi kya kiya, ho oo
mere preet laawjo mhaari hath balida
 pan velera tam aawjo..