| Singer | Khesari Lal Yadav | 
| Language | Hindi | 
kuch toh hai baaki
 tere mere darmiyan
 warna na dil pareshan hota
kaash hum bhi hote
 tum ho jahan wahan
 phir kuch alag sa
 yeh jahan hota
kuch toh hai baaki
 tere mere darmiyan
 warna na dil pareshan hota
kaash hum bhi hote
 tum ho jahan wahan
 phir kuch alag sa
 yeh jahan hota
meri manzile maqsood tu
 abhi aa bhi ja
 mere rubaru
kuch toh hai baaki
 tere mere darmiyan
 warna na dil pareshan hota
kaise bhula doon main
 saanson ki wo khushbu
 jiski talab dil ko
 hai aaj bhi
kyun aisa lagta hai
 tanha si raaton mein
 mujh bin tadapti hai
 aksar tu bhi
kaise bhula doon main
 saanson ki wo khushbu
 jiski talab dil ko
 hai aaj bhi
kyun aisa lagta hai
 tanha si raaton mein
 mujh bin tadapti hai
 aksar tu bhi
mujhe dhoondhti teri nazar
 mujhme hai tu shaam-o sehar
kuch toh hai baaki
 tere mere darmiyan
 warna na dil pareshan hota
kaash hum bhi hote
 tum ho jahan wahan
 warna na dil pareshan hota