Singer | Atif Aslam |
Language | Qawwali |
Album | Coke Studio Season 8 |
Qismat Mein Meri Chain Se Jeena Likh De
Doobe Na Kabhi Mera Safeenah Likh De
Jannat Bhi Gawaarah Hai Magar Mere Liye
Ay Kaatib-E-Taqdeer Madeenah Likh De
Tajdar-E-Haram
Tajdar-E-Haram Ho Nigaah-E-Karam
Tajdar-E-Haram Ho Nigaah-E-Karam
Ham Ghareebon Ke Din Bhi Sanwar Jaayenge
Haami-Ye Be-Kasaan, Kya Kahe Ga Jahaan
Haami-Ye Be-Kasaan, Kya Kahe Ga Jahaan
Aap Ke Dar Se Khaali Agar Jaayenge
Tajdar-E-Haram
Tajdar-E-Haram
Koi Apna Nahin, Gham Ke Maare Hain Hum
Koi Apna Nahin, Gham Ke Maare Hain Hum
Aap Ke Dar Pe Faryaad Laaye Hain Hum
Ho Nigaah-E-Karam Warna Chaukhat Pe Hum
Ho Nigaah-E-Karam Warna Chaukhat Pe Hum
Aap Ka Naam Le Le Ke Mar Jaayenge
Tajdar-E-Haram
Tajdar-E-Haram
Kya Tum Se Kahoon Ay Arab Ke Kunwar
Tum Jaante Ho Man Ki Batiyaan
Dar Furqat-I To Ay Ummi-Laqab
Kaate Nah Kate Hain Ab Ratiyaan
Tori Preet Men Sudh-Budh Sab Bisri
Kab Tak Yeh Rahegi Be-Khabari
Gaahe Ba-Figan Duzdeedah Nazar
Kabhi Sun Bhi To Lo Hamri Batiyaan
Aap Ke Dar Se Koyi Nah Khaali Gaya
Aap Ke Dar Se Koyi Nah Khaali Gaya
Aap Ke Dar Se Koyi Nah Khaali Gaya
Apne Daaman Ko Bhar Ke Sawaali Gaya
Apne Daaman Ko Bhar Ke Sawaali Gaya
Ho Habeeb-I Hazeen
Ho Habeeb-I Hazeen Par Bhi Aaqa Nazar
Warnah Auraaq-I Hasti Bikhar Jaayenge
Ho Habeeb-I Hazeen Par Bhi Aaqa Nazar
Warnah Auraaq-I Hasti Bikhar Jaayenge
Tajdar-E-Haram
Tajdar-E-Haram
Mai-Kasho Aao Aao Madeene Chalen
Madeene Chalen
Madeene Chalen
Madeene Chalen
Mai-Kasho Aao Aao Madeene Chalen
Madeene Chalen
Madeene Chalen
Madeene Chalen
Aao Madeene Chalen
Aao Madeene Chalen
Isi Maheene Chalen
Aao Madeene Chalen
Aao Madeene Chalen
Aao Madeene Chalen
Isi Maheene Chalen
Aao Madeene Chalen
Tajalliyon Ki ‘Ajab Hai Faza Madeene Men
Tajalliyon Ki ‘Ajab Hai Faza Madeene Men
Nigaah-I Shauq Ki Hai Intiha Madeene Men
Nigaah-I Shauq Ki Hai Intiha Madeene Men
Gham-I Hayaat Nah Khauf-I Qaza Madeene Men
Gham-I Hayaat Nah Khauf-I Qaza Madeene Men
Namaaz-I ‘Ishq Karen Ge Ada Madeene Men
Namaaz-I ‘Ishq Karen Ge Ada Madeene Men
Ba-Raah-I Raast Hai Raah-I Khuda Madeene Men
Aao Madeene Chalen
Aao Madeene Chalen
Isi Maheene Chalen
Aao Madeene Chalen
Mai-Kasho Aao Aao Madeene Chalen
Mai-Kasho Aao Aao Madeene Chalen
Dast-I Saaqi-Yi Kausar Se Peene Chalen
Dast-I Saaqi-Yi Kausar Se Peene Chalen
Yaad Rakkho Agar…
Yaad Rakkho Agar…
Yaad Rakkho Agar…
Yaad Rakkho Agar…
Uṭh Gayi Ik Nazar
Jitne Khaali Hain Sab Jaam Bhar Jaaen Ge
Yaad Rakkho Agar Uṭh Gayi Ik Nazar
Wuh Nazar
Jitne Khaali Hain Sab Jaam Bhar Jaaen Ge
Tajdar-E-Haram
Tajdar-E-Haram
Khauf-I Toofaan Hai Bijliyon Ka Hai Ḍar
Khauf-I Toofaan Hai Bijliyon Ka Hai Ḍar
Sakht Mushkil Hai Aaqa Kidhar Jaaen Ham
Sakht Mushkil Hai Aaqa Kidhar Jaaen Ham
Aap Hi Gar Nah Len Ge Hamaari Khabar
Ham Museebat Ke Maare Kidhar Jaaen Ge
Aap Hi Gar Nah Len Ge Hamaari Khabar
Ham Museebat Ke Maare Kidhar Jaaen Ge
Tajdar-E-Haram
Tajdar-E-Haram
Ya Mustafa Ya Mujtaba, Irham Lana Irham Lana
Dast-I Hamah Be-Chaara Ra, Daamaan To-Yi, Daamaan To-Yi
Man ‘Aasi-Yam Man ‘Aajiz-Am Man Be-Kas-Am Haal-I Mara
Pursaan To-Yi, Pursaan To-Yi
Ay Mushk-Bed ‘Ambar-Fishaan
Paik-I Naseem-I Subh-Dam
Ay Chaarah-Gar ‘Eesa-Nafas
Ay Moonis-I Beemaar-I Gham
Ay Qaasid-I Farkhundah Pah
Tujh Ko Usi Gul Ki Qasam
In Nalti Ya Reeh As-Saba
Yauman Ila Ard Il-Haram
Balligh Salaami Raudatan
Feeh An-Nabi Yul-Mohtaram
Tajdar-E-Haram Ho Nigaah-I Karam
Tajdar-E-Haram Ho Nigaah-I Karam
Ham Ghareebon Ke Din Bhi Sanwar Jaaen Ge
Haami-Yi Be-Kasaan, Kya Kahe Ga Jahaan
Haami-Yi Be-Kasaan, Kya Kahe Ga Jahaan
Aap Ke Dar Se Khaali Agar Jaaen Ge
Tajdar-E-Haram
Tajdar-E-Haram
Tajdar-E-Haram