| Singer | Tulsi Kumar, Dhvani Bhanushali, Neha Kakkar, Parampara Thakur, Jubin Nautiyal, Sachet Tandon, Guru Randhawa, Millind Gaba | 
| Language | Devotional | 
om jai jagdish hare
 swaami jai jagdish hare
 bhakt jano ke sankat
 daas jano ke sankat
 kashan mein door kare
 om jai jagdish hare
jo dhyave fal paave
 dukh bin se mann ka
 swaami dukh bin se mann ka
sukh sampati ghar aave
 sukh sampati ghar aave
 kasht mitey tan ka
 om jai jagdish hare
maat pita tum mere
 sharan gahun main kiski
 swaami sharan gahun main kiski
tum bin aur na duja
 prabhu bin aur na duja
 aas karoon main kiski
 om jai jagdish hare
tum puran parmaatma
 tum antariyami
 swaami tum antariyami
paar brahm parmeshvar
 paar brahm parmeshvar
 tum sabke swaami
 om jai jagdish hare
tum karuna ke saagar
 tum paalan karta
 swaami tum paalan karta
main murakh khal kaami
 main sewak tum swami
 kripa karo bharta
 om jai jagdish hare
tum ho ek agochar
 sabke praan pati
 sabke praan pati
kis vidh milu dayaamay
 kis vidh milu dayaamay
 tumko main kumati
 om jai jagdish hare
deen bandhu dukh harta
 thakur tum mere
 swaami rakashak tum mere
apne haath uthao
 apni sharan lagao
 dwaar pada tere
 om jai jagdish hare
vishay vikaar mitao
 paap haro deva
 swaami paap haro deva
shradha bhakti badhao
 shradha bhakti badhao
 santan ki seva
 om jai jagdish hare
om jai jagdish hare
 swaami jai jagdish hare
 bhakt jano ke sankat
 daas jano ke sankat
 kashan mein door kare
 om jai jagdish hare