| Language | Bollywood | 
madhwa pee ke prem ka hum
 hai tanik bauraye se
 rabo mashooka yaar hum hai
 beech na koi aaye re
 ho uske naina neat daru
 se ghazab chad jaaye re
 ho tab se hamari khair jab se
 jag mein aashiq aaye re
 kasam se dharam se
 kasam se jiyara chakna choor hai
 issaqbaazi se
 kasam se jiyara chakna choor hai
 ishqbaazi se
 kasam se jiyara chakna choor hai
 issaqbaazi se
hu tum ka jaano preet ki chidiya
 kon gagan main udati hain
 ho preet hamari parchayi hain
 jaha mude hum mudati hain
 ho lag jayavein hai terz katari
 badi zor se sinne main
 haye dard bada hai
 tabhi to aawaya bada maza bhi jeene main
 ho usma hamra mail anokha
 usma hamra mail anokha
 wo lahar hum paani hai
 tum ho paani hum kinara
 lahar hum tak aani hai
 kasam se jiyara chakna choor hai
 issaqbaazi se
 kasam se jiyara chakna choor hai
 ishqbaazi se
 kasam se jiyara chakna choor hai
 issaqbaazi se
hum us se prem gazab karte
 wo hamse prem gazab karti
 wo hamre liye zaroori hai
 wo hamre bina adhoori hai
 hum tose isko ko ladwayenge
 na hum bhadkayenge
 tu chamcha ho ja uska chaahe
 maanegi na baat
 ho ek batte do aashiq
 tohri kaise hogi chhori re
 apne kad se uncha na tu
 sapnon ka charkha kaat
 karat hai kyun baatein umar se badi
 tu desi deewana wo english padhi
 main saida bada kyun ki mirza tha tain
 tabhi to wo english hai desi hu main
 hai jiya le gayi hai re tohri ye baat
 aa kar le tu yaari mila hamse haath
 aa kar le tu yaari mila hamse haath
 dhin tak dhin tak dhin tak dha…