Language | Devotional |
Paap Karm Karne Waale Sabhi Manushya
Apne Apne Paap Karm Ka Dand Zaroor Bhogte Hain
Koi Bhi Dehvaan Aisa Nahin Jo Paap Na Kare Ya Punya Na Kare
Aur Jo Paap Punya Karega Use Bhogna Padega
Jagaj Jaalpaalam
Kacad Kanth Malam
Sharachandrabhalam
Mahadaityakalam
Nabho Neelakaayam
Duravaramayam
Supadmasahayam
Bhajeham Bhajeham
Premiyon Ke Bhesh Mein Chhupe Hue Thak Dekhe
Hai Kedar Dharm Ke Hum Maine Door Tak Dekhe
Paap Mein Jo Praani Maine Sab Dekhe
Swaamini Ke Haathon Kate Pati Ke Shav Dekhe
Dharungi Baraamadet Maine Ranabhoo Dekhi
Lahoo Se Nahaati Maine Sadkon Pe Gau Dekhi
Rishton Ki Katha Maine Likhi Lahoo Dekhi
Patiyon Ke Ghar Maine Jali Hui Bahu Dekhi
Pashuon Aur Shishuon Se Hota Kukarm Dekha
Pita Dvara Betiyon Se Hota Dushkarm Dekha
To Log Dekha Shoonya Maine Karm Dekha
Praaniyon Ke Ritesh Maine Na Pata Maine Dharm Dekha
Naari Chhedchhaad Hoti Khuleaam Dekhi
Aam Dekhi Jahan Yuva Peedhi Badnaam Dekhi
Rishte Nibhaane Ki Koshishein Nakaam Dekhi
Vaasna Ki Gaadi Maine Yahan Belgaam Dekhi
Poora Hai Imaan Paise Ko Jawaan Dekha
Paise Aage Maine Hilaana Chah Raha Dhaan Dekha
Naam Leke Daaniyon Ko Dete Maine Daan Dekha
Apna Bhi Apnon Mein Hote Anjaan Dekha
Apnon Mein Fasa Hua Chalta Vimaan Dekha
Aag Mein Bana Maine Ghor Smashaan Dekha
Aapse Rahit Dhara Maine Sthaan Dekha
Moorkhon Ko Dete Maine Logon Ko Bhi Gyan Dekha
Aasna Mein Dooba Hua Maine Vartamaan Dekha
Insta Ke Reel Mein Gira Insaan Dekha
Kho Dikhane Ka Naari Mein Rujaan Dekha
Gaali Dene Wala Maine Yahan Pe Mahaan Dekha
Hari Ke Vajood Pe Uthta Sawaal Dekha
Maine Apraadhsheel Logon Mein Khyaal Dekha
Mandiron Pe Hota Maine Prahar Dekha
Maine Yahan Kaal Dekha
Rama Kanthaar
Shruti Saaramm
Jalantar Vihaaram
Dhara Bhaaram
Chidaanand Roopam
Mano Swaroopam
Dhataane Roopam
Bhaje Hum Bhaje
Andhakaar Mein Deep Dharm Ka Prakaash Dekha
Paapiyon Ke Beech Khada Hari Ka Aabhaas Dekha
Gali Ke Prabhaav Mein Bhakti Ka Vaas Dekha
Hari Hetu Praniyon Mein Maine Vishvaas Dekha
Paap Ko Mitaane Ka Manon Mein Prayaas Dekha
Kalki Ke Aane Ka Janon Mein Ullaas Dekha
Asuron Ke Beech Maine Hari Ka Vikas Dekha
Bhakti Mein Raas Dekha
Ram Ji Ki Leela Maine Abhi Bhi Hai Rachi Dekhi
Aastha Upaasakon Ki Abhi Bhi Hai Saji Dekhi
Mathura Ki Nagari Abhi Bhi Hai Saji Dekhi
Aastha Tyohaaron Mein Abhi Bhi Hai Bachi Dekhi
Haridwar Hota Maine Chamatkaar Dekha
Hari Avataar Hetu Maine Intezar Dekha
Bhakton Ke Liye Khula Narayan Ka Dvar Dekha
Kala Ko Hote Maine Bhav Ke Bhi Paar Dekha
Jis Samay Chaar Akshar Pukaara “Narayan”
Usi Samay Ye Poorn Nishpaap Ho Gaya
Vaishnav Nishaan Se Saja Lallaat Dekha
Auron Se Door, Saja Purushaarth Dekha
Hal Wale Daur Mein Nishtha Ka Saath Dekha
Kabhi Nahin Chhoota Jo, Vo Prem Wala Haath Dekha
Aaj Bhi Bhare Chaaron Maine Dhaam Dekhe
Shiv Dekhe Kashi, Ayodhya Mein Ram Dekhe
Vrindavan Radha, Mathura Mein Shyam Dekhe
Bhajanon Mein Doobe Abhi Bhi Hai Gaanv Dekhe
Kali Tujhe Maan Dena, Maine Insaan Dekhe
Tujhse Bhi Bade Maine Bas Mere Ram Dekhe
Lalchon Ke Vyarth Hote Tere Baan Dekhe
Jo Fase Tere Wahi Pareshaan Dekhe
Vaikunth Jaane Ki Bhakton Mein Aas Dekhi
Aatmaayein Nek Maine Bhajanon Ke Paas Dekhi
Dharm Ki Bata Thi Unchi Lagi Kal Dekhi
Dharm Ki Bata Unchi Maine Aas Dekhi
Samasthamaresam
Dvirephabhakesham
Jagadbalesham
Hrudakashadesham
Sadaa Divyadeham
Vimukt Akhileham
Suvaikunthageham
Bhajehum Bhajehum
Bhagwan Ke Paarshadon Ne Kaha
Tumhein Param Pad Ki Praapti Hui Hai
Chalo, Dekho Ye Bhagwan Ka Vimaan Aaya Hai