Singer | Unknown |
Language | Naat |
Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar
Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Jis Ne Laa Kar Kalaam-E-Ilahi Diya
Jis Ne Laa Kar Kalaam-E-Ilahi Diya
Woh Muhammad Madeene Mein Maujood Hai
Phool Khilte Hai Pad Pad Ke Sallay ‘Ala
Phool Khilte Hai Pad Pad Ke Sallay ‘Ala
Jhoom Kar Keh Rahi Hai Yeh Baad-E-Sabaa
Aisi Khushboo Chaman Ke Gulon Mein Kahaan
Aisi Khushboo Chaman Ke Gulon Mein Kahaan
Jo Nabi Ke Paseene Mein Maujood Hai
Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar
Hamne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Jis Ne Laa Kar Kalaam-E-Ilahi Diya
Jis Ne Laa Kar Kalaam-E-Ilahi Diya
Woh Muhammad Madeene Mein Maujood Hai
Hum Ne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
Hum Ne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
Chhod Kar Hum Madeena Na Jaaye Kahi
Yun Toh Jannat Mein Sab Hai, Madeena Nahi
Yun Toh Jannat Mein Sab Hai, Madeena Nahi
Aur Jannat Madeene Mein Maujood Hai
Ham Ne Aankho Se Dekha Nahi Hai Magar
Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Chhodna Tera Tayiba Gawara Nahi
Chhodna Tera Tayiba Gawara Nahi
Sari Duniya Mein Aisa Nazara Nahi
Aisa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahi
Aisa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahi
Jaisa Manzar Madeene Mein Maujood Hai
Humne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
Humne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
Chhod Kar Hum Madeena Na Jaaye Kahi
Jis Ne Laa Kar Kalaam-E-Ilahi Diya
Jis Ne Laa Kar Kalaam-E-Ilahi Diya
Woh Muhammad Madeene Mein Maujood Hai