Ads Place (Top)

ga ga mere sang

ga ga mere sang lyrics

Poster ga ga mere sang

ga ga mere sang

lyrics/Album : Gunahon Ka Faisla
Details
Singer Lata Mangeshkar & Pankaj Udhas
Genre Love
Language Hindi
Album Gunahon Ka Faisla
Poster ga ga mere sang
play
Lyrics


kal tak chhaya thaa ek sapna

sapna wo sach ho gaya

sab neeli aankhon mein teri

pyaasa ye mann kho gaya


ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya

ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya

prem ke rang mein

ab ang rang de

aise ang lagaa

ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya

mujh kahan thaa patta

ye pyaar hota hain kyaa

kyaa jaane kaise kahana

tune ye dil chhu liye

mujh kahan thaa patta

ye pyaar hota hain kyaa

kyaa jaane kaise kahana

tune ye dil chhu liye

ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya


tere bina kyaa main yahan

tere bina kuch nahi

saath tere saara jahan

jannat se bhi hain haseen

tere bina kyaa main yahan

tere bina kuch nahi

saath tere saara jahan

jannat se bhi hain haseen

tere haseen roop mein

kyaa jaane jaadu hain kyaa

dekhe bina ab tujhe

dil ye nahi maanata

ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya

prem ke rang mein

ab ang rang de

aise ang lagaa

ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya


kal tak yahin paayal mere

paaon ki zanjeer thi

ab geet hain chham chham ka ye

jhankaar hain pyaar ki

kal tak yahin paayal mere

paaon ki zanjeer thi

ab geet hain chham chham ka ye

jhankaar hain pyaar ki

ho kyaa rang leke mere

jeevan mein tu aagayi

saanson mein baske mere

sapno mein chha gayi

ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya

prem ke rang mein

ab ang rang de

aise ang lagaa

ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya

ga ga ga mere sang

pyaar ka geet naya

pyaar ka geet naya

ho pyaar ka geet naya.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Ads Place (Sidebar)
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)
Ads Place (Footer)