| Singer | Atif Aslam | 
| Language | Hindi | 
jhoom ke chali
 mehaki hawa suron ko odh ke
aaye jo yahan jaye na kabhi
 yeh raahein chhod ke
dhoop nagar mein sajjne lagi hai
 mehaki wadiyan
barf tale hai ujle pahadon ka
 dilkash sama
rang saare saare saare
 aankhon ki zameen pe hai khile
sang taare taare taare
 sondi sondi raahon pe mile
ik naya khuwab
 ek naya khawab
 ek naya khwab
na kadam ruke
 aati rahe manzilon ki roshani
 daur yeh haseen
 badhti rahe yun hi yeh chandani
lehar lehar se khel rahi hai
 mausam aaj ke
nazar nazar ke saath mili hai
 lamhein thaam ke
rang saare saare saare
 aankhon ki zameen pe hai khile
sang taare taare taare
 sondi sondi raahon pe mile
ik naya khuwab
 ek naya khawab
 ek naya khwab