| Singer | Ranveer Singh | 
| Language | Bollywood | 
| Album | Gully Boy | 
kahne ko hum pass hai par
 kitni doori hai
 ye bhi kaisi mazboori hai
tumse humdardi bhi
 nahi kar sakta main
 mere bas ki baat nahi hai
 main ye bahte aansu pochu
 utni meri aukaat nahi hai
 main bhi yahi hu, tum bhi yahi ho
 par sach ye hai main hu kahi
 tum aur kahi
kahne ko hum pass hai par
 kitni doori hai
 ye bhi kaisi mazboori hai