| Singer | Akhil Sachdeva | 
| Language | Hindi | 
aansuon ka sheher main ban gaya
 maine jabse tujhe hai kho diya
 aankhein teri bhi nam thi hui
 dard se dil tera bhi ro diya
na maine toda dil tera
 na hi tune kabhi mera
 rabba tu hi bata
 kyun yeh ho gaya
door ho gaya kyun
 tu door ho gaya
 rabb ko yeh kaise
 manzoor ho gaya
door ho gaya kyun
 tu door ho gaya
 rabb ko yeh kaise
 manzoor ho gaya
door ho gaya kyun
 tu door ho gaya
 rabb ko yeh kaise
 manzoor ho gaya
kho kar
 mere hathon se teri lakeerein
 maine khoyi takdeerein
 mere guroor kho gaya
khoya
 tere sath jiye jo sawere
 teri shaam woh dopehrein
 woh fitoor kho gaya
na maine chhodi thi khudai
 kyu ye mili hai judai
 ankh bhar aayi
 sapna choor ho gaya
saansein thodi si bachi hai
 jinme tu hi tu basi hai
 tu hi saans lene ki wajah
na maine toda dil tera
 na hi tune kabhi mera
 rabba tu hi bata
 kyun yeh ho gaya ho
door ho gaya kyun
 tu door ho gaya
 rabb ko yeh kaise
 manzoor ho gaya
door ho gaya kyun
 tu door ho gaya
 rabb ko yeh kaise
 manzoor ho gaya
door ho gaya kyun
 tu door ho gaya
 rabb ko yeh kaise
 manzoor ho gaya
dil yeh keh raha bechara
 laut aayega tu yaara
 tab yeh keh dunga khuda se
 sath toote na humara
kab tak door yun rahenge
 yun hi yaadon mein jalenge
 aaja tham le mujhe phir
 mujhko jeena hai dobara
door ho gaya
 ho gaya
door ho gaya
 hey ae ae
 door ho gaya