| Singer | Rochak Kohli, Lisa Mishra | 
| Language | Hindi | 
Taare Bhi Luk Chhup Jaate Hain
 Tere Jab Khwaab Satate Hain
 Tera Ek Nazar Takna
 Sir Kaandhe Pe Rakhna
Haaye Tere Bina
 Ab Chain Gawaya
 Hosh Gawaye
Door Akhiyon Se Jaayin Na
 Tere Bina Haaye Jiya Na Jaaye
 Door Akhiyon Se Jaayin Na
 Tere Bina Haaye Jiya Na Jaaye
Mil Sajna Ke Dil Sajna
 Yaad Mein Teri Raat Jagaye
 Door Akhiyon Se Jaayin Na
 Maahiya Aa Aa
Doori Mein Hi Jaana Hai
 Saath Mein Tere
 Har Pal Bitana Hai
Doori Mein Hi Jaana Hai
 Saath Mein Tere
 Har Pal Bitana Hai
Teri Aankhon Ke Dariya Mein
 Doobta Ja Raha Yeh Deewana Hai
Subah Se Shaam Tera
 Har Saans Le Naam Tera
 Haaye Paas Mere Tera Na Hona
 Mujhko Sataye
Door Akhiyon Se Jaayin Na
 Tere Bina Haaye Jiya Na Jaaye
 Door Akhiyon Se Jaayin Na
 Tere Bina Haaye Jiya Na Jaaye
 Jiya Na Jaaye Haaye
Pyar Kya Woh Kya Jaane
 Jo Na Itna Jaane
 Kitni Zaroori Intezaari Hai
Jin Galiyon Mein Hum
 Saath Saath Chalte The
 Aaj Bhi Unse Meri Yaari Hai
Milti Hai Jahan Kahin
 Iss Aasmaan Se Zameen
 Milne Tujhko Main
 Wahan Bhi Aaun Jo Tu Bulaye
Door Akhiyon Se Jaayin Na
 Tere Bina Haaye Jiya Na Jaaye
 Mil Sajna Ke Dil Sajna
 Yaad Mein Teri Raat Jagaye
Door Akhiyon Se Jaayin Na
 Maahiya Aa Aa
 Maahiya Aa Aa